Namaskaar Dosto, yeh ek bahut hi khaas video hai jaha maine aapse baat ki hai Smartphones ki toh shuruat mein toh bahut maja aata hai use karne mein lekin fir baat hoti hai isi naye phone ke slow hone ke baare mein, aapne aksar notice kiya hoga ki aapke phones kuch time ke baad slow hona shuru ho jaate hai. maine yaha pe yahi discuss kiya hai ki aisa kyu hota hai aur aap ise kaise prevent kar sakte hai. Yaha pe waise toh bahut se reasons hai but jo main causes hai is Smartphones slow hone ki problem ka woh hai App aur system updates, installed apps, filling storage aur degrading battery. Aise mein agar aap phone ko thoda alag tareke se use kare toh aap phones ko ek had tak slow hone se bacha sakte hai. Mujhe umeed hai ki yeh video aapko pasand aayega.
Share, Support, Subscribe!!!
Subscribe:
Android App:
Youtube:
Twitter:
Facebook:
Facebook Myself:
Instagram:
Google Plus:
Website:
Merchandise:
About : Technical Guruji is a YouTube Channel, where you will find technological videos in Hindi, New Video is Posted Everyday :)
0 Comments